Translate

Sunday, August 18, 2013

farmann

Zindge Zikar se Zinda, aur Amal se qayam hai.
Ya Hayyoo Ya Qayyoom



Jo Allah k hukam ki prvah nahi krta,makhlooq bhi us k hukam ki prvah nahi krti.
YAA HAYYUU YAA QAYYUUM
SUFI BARKAT ALI R.A


Allah teri trf dekh raha hay or tu ma'siva ki trf
ghaflat nhi to kya hy?
Allahu Samad.
Sufi Barkat Ali R.A


Darwesh bayhosh nahi madhosh hotay hein pee kr bhi aapay say bahir nahi hotay.
YAA HAYYUU YAA QAYYUUM
SUFI BARKAT ALI R.A


"Ikhtiar, Taqat Aur Dolat Milne Par Logg

Badaltay Nahi, Balkay Be-Naqab Hote Hain."

"Hazrat Ali (A.S)"


Darvesh nahi, Darvesh Ka Taalib Ban. Makhdoom nahi, Makhlooq ka Khadim ban.



HAZRAT MUHAMMAD (S.A.W.W) NE IRSHAD FARMAYA K MERI UMMAT PR AIK AISA ZAMANA AYE GA K WO 5 CHEEZON KO PASAND KREN GAY OR 5 CHEEZON KO BHOOL JAEN GAY.

1) DUNYA KO PASAND KREN GAY OR AKHRAT KO BHOOL JAEN GAY.

2) ZINDAGI KO PASAND KREN GAY OR MOT KO BHOOL JAEN GAY.
......
3) MEHLAAT KO PASAND KREN GAY OR QABAR KO BHOOL JAEN GAY.

4) MAAL KO PASAND KREN GAY OR HISAAB KITAB KO BHOOL JAEN GAY.

5) MAKHLOOQ KO PASAND KREN GAY OR KHALIQ KO BHOOL JAEN GAY
 
 
 
 
 



Darjaat-o-Kamalaat
tera muqaam khaak, aur tera kaam khidmat ho. es se barh kr or koe muqam nhe. Aur es se Afzal koe kam nhe

Hazrat Abu Anees Muhammad Barkat Ali Ludhyanv


Allaahumma Salli ‘alaa Sayyidinaa Muhammadiun Wa Aalihee Wa’itratihee be ‘Adadi Kulli Ma’ loomillaka Astaghfirullaa Halladhi La ilaahaa illaa huwal Hayyul Qayyoomu Wa Atoobu ilaih. Yaa Hayyu Yaa Qayyoom
 
 






 

No comments:

Post a Comment